paid apps free me kaise download kare


hum koi bhi service bina rok tok ke use karna chahte hai jaise t.v lekin hame jab advertise aati hai to hame bhut gussa aata hai lekin hum kar bhi kya sakte hai. thik isi tarah hum android me koi free apps use karte hai to ads show hoti hai or hame acha nahi lagta main is trick me paid apps free me download karne ki top mathode ke bare me bataya hai jiske dwara aap free me paid service ka use kar sakte hai 

paid apps free download
How to download paid apps on free - working trick 2019

paid app ka use karne ke kuch fayde


  1. paid ya primium app ka use karne se  app ya game me ads show nahi hoti hai.
  2. kuch free apps me extra feature lock hote hai jinka use aap us app ya game ke primium version me hi use kar sakte hai.
  3. free photo ya video editing me apps me watermark aa jate hai jo remove nahi hote hai lekin aap us apps ke premium version me watermark ko remove  kar sakte hai

paid apps ko free me download kaise kare 


paid apps ko hum alag alag tariko se free me download kar sakte hai. bhut se log paid aaps ko browser se download karte hai ye paid apps ya to mode hoti hai ya bhut bar isme virus aap jate hai jo aapke phone ko bhut nukhshan pahuchate hai. so ye mathode main sugges nahi karunga qki ye mathode safe nahi hai. maine aapko niche kuch safe mathode batayi hai jiske dwara aap paid apps ko safe tarike se download kar sakte hai.


First Methode 

main paid apps ko free me download karne ke liye is mathode ka sabse jyada upyog karta hu ye meri sabse pasandida mathode hai quki is mathode me aap one click me hi paid apps ko free me download kar sakte hai. ye mathode paid apps ko free me download karne ke liye sabse badiya, safe or trusted mehode hain.

 Step 1  - sabse pahle hame ac market apk ka letest version download karna hota hai.

Download ac market



 Step 2  -  ab hame ac market apk open karna hain or hame wo paid apps ko serch karna hai jisko hum free me download karna chahte hai.
                   

 Step 3  - ab hamare pas search results aa jayege ab  hame search result per click karna hain. Ab hamare pas kuch option aayenge

#1 - play store - yaha per aap apne apps ko play store se compare kar sakte hain. Mean ye apps paid hain ya free.


#2 - share -  share ki madad se aap apne apps ko dosto me share bhi kar sakte hain.

#3 - download - yaha per aapko download ho rahe aaps ke bare me information milti hain.

#4 - apk version - yaha per aap apne apk ke version change kar sakte hain apne mobile version ke hisab se.

#5 - install - ab aap install per click karne paid apps ko free me download kar sakte hain.

Is mathod se hum koi bhi paid app ya paid games free me download kar sakte hain. ye ek achi mathode hai paid apps ko free me download karne ke liye iske alawa ye google playstore ka bhi acha alternetive hai. ye mathode easy trusted safe and virus free hain.


Second mathod 


hum is mathode me blackmart app ka use karte hai jo sabse purani or populer trick hai. paid apps download karne ke liye is mathode ka use sabse jyada hota hai.

 Step 1  - firust hame blackmart apk ka letest version download karna hoga.

Download black mart


 Step 2  - apk ko jaise hi open karte hain to hame ek dwshbord show hota hai jiske side me 3 dot hai is dots per hame click karna hai.
                    
paid apps for free using blackmart
paid apps free download

 Step 3  - fir se hame 3 option show hote hai jisme se hame sort mode per click karna hain.
                     
android me paid apps free me download kaise kare

 Step 4  - ab hame bhut se option show hote hain me se rating ko select karna hota hai. iske bad hame sort order per click karna hai.
                      
how to download paid apps free in hindi
          shoet order me hame  descending per click karna hai
                    

 Step 5  - ab hame filter per click karna hain or paid apps select karna hain.
                     

 Step 6  - ab hamari setting complete ho chuki hai iske bad hame paid apps search karna hai jo hum download karna chate hai.
                    
                                         

 Step 7  - ab search results me paid apps show hota hai jise hame install karna hain hum us app ko select kar lete hain ab apk ka size or version select karne ke bad install per click kar lena hai. succesfull aapka paid apps diownload ho jata hai.


blackmart apk dwara paid apps download karne ki mathode thodi kathin hai lekin ye bhi ek safe or trusted mathode hai.


THIRD MATHOD

hum bhut se website ke dwara paid or free apps download kar sakte hai jisme se ek website hain aptoid jo trusted website bhi hai jaha se hum koi bhi app free me download kar sakte hai.




 Step 1  - sabse pahle hame aptoid ki official website ko open karna hain.

                                         Open aptoid website

 Step 2  - ab hame search apk option dikhai de raha hain hum yaha per paid apps ko search karte hain.

 Step 3  - ab yaha hamare search result show ho jata hai . Ab hame search result  per click karna hain.

 Step 4  -  ab simply aapko yaha download ka option dikhai deta hain download per click karke koi bhi app free me download kar sakte hai.

ummid hain aapko hamare dwara di gayi sabhi jankari pasand aayi hogi aise hi tips and tricks ke liye hamari website ko subscribe jarur kare or hamare is article ko apne dosto me share jarur kare thanks and always love