blogger blog me stylish recent post widget kaise add kare ?

Freinds ager aapka koi blog ya website hain to aap apne website ko or bhi stylish or attractive bana sakte hain. iske liye aap alag alag widget add karte hain aisa hi ek stylish widget hain recent post widget jo aapki website ki khubsurti me char chand laga deta hain or aapki website stylish bana deta hain.



apna blogger blog stylish  banana hain to aap recent blog trick ka use kar sakte hai.  aaj main batane wala hu blog ko stylish banane ke liye aap kaise blogger blog me  recent post 
widget kaise add karte hain.

Apne blog me recent post widget add karne ke liye aap kuch step ko follow kare or apne blog ya website  me easily recent post widget laga sakte hain.

Blog me recent post widget kaise add kare

 Step 1   sabse pahle aap blogger.com per jaker aapne blogger account ko login kar lena hain.

 Step 2  -  login hone per aapko deshbord per click karke layout per open karna hain

 Step 3  - aapki website ka layout open ho jata hain or aap jaha bhi recent post widget lagana chahte hain waha per add a gadget select karna hain.



 Step 4  - ab  html/javascript  select karke niche diya hua code copy karna hain or html/java script me pest kar dena hain.
          

 Step 5  code ko past karne ke bad aapko is code ko save kar dena hain
Finally aapke blog me recent post widget add ho chuka hain.

Ager aap is code ko apne hisab se costumise karna cahte hain to is code ko costumise bhi kar sakte hain.